छोटी-छोटी जीवन गाड़ी
हाथ से नहीं बनती है
दूर-दूर वह जाती है,
कैसी अद्भुत गाड़ी है
1. दो ड्राइवर नहीं है, पर दो पांव से चलती है,
दूर-दूर वह जाती है, कैसी अद्भुत गाड़ी है
2. दो स्टेशन होते हैं, स्वर्ग और नरक कहते हैं
मार्ग जो स्वर्ग तक जाता है, बाइबल में वह मिलता है
3. यीशु ड्राइवर नहीं तो, गाड़ी बेशक गिरती है
मौत का घण्टा बजता है, तभी गाड़ी रुकती है
4. ताज और झण्डे, बीने भी, स्वर्ग में हमको मिलेंगे,
हो सत्रा खीष्ट की जय, स्तुति करते गायेंगे
Chhoṭī-chhoṭī jīvan gāḍaī
Hāth se nahī bantī hai
Dūr-dūr vah jātī hai,
Kaisī adbhut gāḍaī hai
1. engine ḍrivar nahī hai,
par do pāav se chaltī hai,
Dūr-dūr vah jātī hai,
kaisī adbhut gāḍī hai
2. do sṭeshan hote he,
svarg aur narak kahate he
Mārg jo svarg tak jātā hai,
bāibal main vah miltā hai
3. yīshu ḍrivar nahī he,
gāḍī beshak girtī hai
Maut kā ghaṇṭā bajtā hai,
tabhī gāḍī ruktī hai
4. taaj or jhanda bina bi,
swargh me humko milenge
ho sanna khrist ki jay,
stuti karte jayenge
.
Discover more from Christian Worship Song Lyrics
Subscribe to get the latest posts sent to your email.
