Hindi Christmas Song, Carol, Transliterate
Hindi version of the English “Away in a Manger”
न झूला न खटोला अपना सर रखने को
प्यारे यीशु के लिये चरनी में तो थी
आसमान के सब सितारे देखते जाते उसको
छोटा यीशु ख़ुदावन्द घास पर सोता है जो
जब बैलों की आवाज़ से बच्चा जाग उठता है
छोटा यीशु ख़ुदावन्द कभी रोता न है
ऐ यीशु सारे दिल से करता प्यार मैं तुझको
निगाह कर तू आसमान से सुबह तक हाफ़िज़ हो
ऐ यीशु रह तू हर रोज़ और हर वक्त मेरे पास
सदा प्यार कर तू मुझे मेरी यह इल्तीमास
सब बच्चों पर हमेशा यीशु बरक़त बरसा
हमें अपने साथ रहने को तू लायक बना
Na jhoola na khatola apana sar rakhne ko
pyaare Yeshu ke liye charnee mein to thee
aasmaan ke sab sitaare dekhte jaate usko
chhota Yeshu Khudaavand ghaas par sota hai jo
Jab bailon kee aavaaz se bachcha jaag uthta hai
chhota Yeshu Khudaavand kabhee rota na hai
ai Yeshu saare dil se karta pyaar main tujhko
nigaah kar too aasmaan se subah tak haafiz ho
Ai Yeshu reh too har roz aur har waqt mere paas
sada pyaar kar too mujhe meree yeh ilteemaas
sab bachchon par hamesha Yeshu baraqat barasa
hamen apne saath rahne ko too laayak bana
Discover more from Christian Worship Song Lyrics
Subscribe to get the latest posts sent to your email.
