तू प्यार का सागर (Tu Pyar ka Sagar)


तू प्यार का सागर,
सागर दया का तू है,.
तेरे प्यार के सागर में,.
हम तैरना चाहते हैं,.

1.) गहराई मिले सागर की
ऊंचाई मिले आसमा की
पर कोई नाप ना पाएगा
गहराई तेरे प्यार की,.
तू प्यार का सागर,…

2.) परमेश्वर होने पर भी तू
मानव रूप धारण किया,..
प्रभु तेरे इसी प्यार ने,.
हमको दीवाना बनाया,..
तू प्यार का सागर,…

Tu pyaar kaa saagar,
Saagar dayaa kaa tu hai,.
Tere pyaar ke saagar men,.
Ham tairnaa chaahte hain,.

1.) Gahraai mile saagar ki
Unchaai mile aasmaa ki
Par koi naap naa paaagaa
Gahraai tere pyaar ki,.
Tu Pyaar ka saagar…

2.) Parmeshvar hone par bhi tu
Maanav rup dhaaran kiyaa,..
Prabhu tere esi Pyaar ne
Hamko divaanaa banaayaa,..
Tu Pyaar ka saagar…


Discover more from Christian Worship Song Lyrics

Subscribe to get the latest posts sent to your email.

Leave a comment